Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago dekho meri nazar mein hasrat machal rahi hai parwaana so raha hai aur shamma jal rahi hai dekho meri nazar mein hasrat machal rahi hai parwaana so raha hai aur shamma jal rahi hai kehti hai beqaraari ye raat hai humaari kehti hai beqaraari ye raat hai humaari jaago meri tamanna jaago jaago bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago neele gagan pe chanda ruk jaaye chalte chalte jaago to thehar jaaye ye raat dhalte dhalte neele gagan pe chanda ruk jaaye chalte chalte jaago to thehar jaaye ye raat dhalte dhalte aaye na phir savera tum saath do jo mera aaye na phir savera tum saath do jo mera jaago meri tamanna jaago jaago bulbul mere chaman ke taqdeer meri ban ke jaago meri tamanna jaago
bulbulaa re bulbulaa mujhko baahon mein sulaa bulbulaa re bulbulaa mujhko baahon mein sulaa kho ke meri aashiquie mein saari duniyaan ko bhulaa bulbulaa re bulbulaa mujhko baahon mein sulaa kho ke meri aashiquie mein saari duniyaan ko bhulaa bulbulaa re bulbulaa dilruba keh ke bulaa saathiyaa tere liye to dil ka darwazaa khula bulbulaa re bulbulaa mujhko baahon mein sulaa kho ke meri aashiquie mein saari duniyaan ko bhulaa manchali inn waadiyon mein khushbooyen hain pyaar ki kar de poori aaj saari khaahishen dildaar ki keh rahen hain ye nazaaren rut yahi deedar ki na rahegi ab adhuri aarzoo mere yaar ki bulbulaa re bulbulaa mujhko baahon mein sulaa kho ke meri aashiquie mein saari duniyaan ko bhulaa bulbulaa re bulbulaa dilruba keh ke bulaa saathiyaa tere liye to dil ka darwazaa khula gora gora roop tera kaale kaale baal hain honth tere hain raseele phool jaise gaal hain main deewani ho rahi hoon aur na taarif kar badh rahi hai beqaraari daal na aisi nazar bulbulaa
meri rooh ka parinda phadphadaye lekin sukoon ka jazeera mil na paaye ve ki karaan ve ki karaan ik baar ko tajalli toh dikha de jhoothi sahi magar tasalli to dila de ve ki karaan ve ki karaan raanjhan de yaar bulleya sunle pukaar bulleya tu hi toh yaar bulleya murshid mera tera mukaam kamle sarhad ke paar bulleya parvardigar bulleya haafiz tera raanjhan de yaar bulleya sunle pukaar bulleya tu hi toh yaar bulleya murshid mera murshid mera tera mukaam kamle sarhad ke paar bulleya parvardigar bulleya haafiz tera murshid meraaaa main taan gul se lipti titli ki tarah muhajir hoon ek pal ko thehroon pal mein udd jaaun ve main taan hoon pagdandi labhdi ae jo raah jannat ki tu mude jahaan main saath mud jaaun tere kaarvan mein shamil hona chaahun kamiyaan taraash ke main kaabil hona chahun ve ki karaan ve ki karaan raanjhan de yaar bulleya sunle pukaar bulleya tu hi toh yaar bulleya murshid mera tera mukaam kamle sarhad ke paar bulleya parvardigar bulleya haafiz tera
bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raa bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raaa aankhen mila gori gori baahon mein aa apnon se gussa bhi kya aankhen mila gori gori bahon mein aa apnon se gussa bhi kya mere bhole dilbar jaata hai kahan mere sapne lekar jaata hai kahan mere sapne lekar jaata hai kahan gale lag ja hansi hansi hai nazaara bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raaa bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raaa meri jaan main bhi dil bhi tujhpe kurban kah bhi de chupke se haan meri jaan main bhi dil bhi tujhpe kurban kah bhi de chupke se haan mera kahna tune maana bhi nahin mera koi arman jaana bhi nahin mera koi arman jaana bhi nahin tabhi to dil bujha bujha hai bechara bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum
bura maan gaye wo bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye haal e dil humne sunaaya to bura maan gaye apne gajre ke har ik phool ki taarif suni apne gajre ke har ik phool ki taarif suni zakham e dil humne dikhaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye wo to har roz rulaate hain ghataaon ki tarah wo to har roz rulaate hain ghataaon ki tarah humne ik roz rulaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye sirf itni si khata par humen dushman jaana sirf itni si khata par humen dushman jaana sir ko kadamon mein jhukaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye haal e dil humne sunaaya to bura maan gaye
nazar wo jo dushman pe bhi meharbaan ho nazar wo jo dushman pe bhi meharbaan ho zubaan wo jo ik pyaar ki daastaan ho kisi ne kaha hai mere dosto kisi ne kaha hai mere dosto bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho kisi ne kaha hai mere dosto bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho buri hai buraayi mere dosto bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho zamaane mein sab zindagi yun guzaare zamaane mein sab zindagi yun guzaare gulistaan mein rehtin hain jaise bahaaren ye kahaani yahi hai zindagani yahi hai ye kahaani yahi hai zindagani yahi hai jiyo aap auron ko bhi jeene do bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho hansi hain bahot zulf ke bhi fasaane hansi hain bahot zulf ke bhi fasaane muhabbat ki baaten wafaa ke taraane ye taraane sunaao ye fasaane sunaao ye taraane sunaao ye fasaane sunaao magar yaad rakho mere saathiyo bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho kisi ne
roozi bood aasheqat boodam az daste to kheyli raazi boodam ammaa to ba''d sheytooni kardi nazdike man nayaa to boro boro delam toraa toraa namikhaahad digar digar namikhaahum binamat boro boro delam toraa toraa namikhaahad digar digar namikhaahum binamat bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara thagna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse roozi bood aasheqat boodam az daste to kheyli raazi boodam ammaa to ba''d sheytooni kardi dele man toraa digar namikhaahad roozi bood aasheqat boodam az daste to kheyli raazi boodam ammaa to ba''d sheytooni kardi nazdike man nayaa to bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara thagna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara thagna re hamse boro boro delam toraa toraa namikhaahad digar digar namikhaahum binamat boro boro delam
laut ke aaya udta panchhi naya hua aagaaz barson baad bhi dekho meri tractor se oonchi aawaaz khili jahaan pe jahaan pe gehun ruka wahin pe wahin pe main hoon hai marha mota hansta seedha saadha rasta ni aaja sunein dilon ki dilon ki dhun ri seele gote kinaare ki chunri hain odhe baithi faslein tu jo aaye ras lein ni aaja oye hoye sar aankhon pe hai nakhre sambhale tere ab karde na khud ko hawaale tere hai ni butterfly banke tu le angdaai tann ke ni aaja kudi aaja kheton mein ni butterfly banke tu le angdaai tann ke ni aaja kudi aaja kheton mein aa gadar machayenge hum ek ped lagaayenge hum ni aaja kudi aaja kheton mein ni butterfly banke tu le angdaai tann ke ni aaja kudi ni aaja re ho uss pal main khud ko lagti hoon pyaari jis pal mein sochun yaara main to hoon tumhaari kar doon kar doon kya janhit mein jaari ab se meri hai tere ishq ki daavedaari ho na main ghabraati na main sharmaati tujhko khayalon mein main laake hoon sataati uff ho mujhko kyun sab kuchh
tumse keh denge hum saari baaten yeeee kaise hain apne din kaisi raaten koi na koi hulchal rehti hai dil mein har pal log hain kehte paagal humko aa haa aa haa are you ready now here we go oo yeeeee by the way on the way humko jo mili hai zindagi gaati hai hansti hai pagli si hai zara ruthe bhi maane bhi har lamha nayi hai zindagi moody hai ziddi hai kya karen kya pata rukte hain kahaan hum roke se chalte hain hawa ke jhonke se apni to aisi hai zindagi yeeee yehi apni adaa hai kya kare koi bura jo maane kya kare humse to hain khafaa ab sabhi jaane do chhodo bhi dhadkan ki jo kahaani hai khul ke ab to sunaani hai bhool nahin sakta hai isko hai jisne suna suno naa aaaahhh kya cheez ye jawaani hai jo baat hai deewani hai sochoge to jaanoge rasta kyun humne chuna by the way on the way jab dil se huyi thi dosti humne bhi dil ne bhi tha ye waada kar liya jo bhi ho humko to darna hi nahin hai ab kabhi jab humen jo laga humne wohi keh diya rukte hain kahaan hum roke se
bye bye bye bye bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge rangeela din beeta rangeeli raat aayi rangeela din beeta rangeeli raat aayi bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge hey tu kiss kadar khoobsurat hai geeta hey ayeeee tujhse magar khoobsurat hai sita rita tu bhi kuchh kam nahin nita tujh mein dam nahin ye rita tu bhi kuchh kam nahin nita tujh mein dam nahin aankhon pe kaisi ye masti si chhayi chhayi chhayi haai bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge duru duru duru duru duru duru duru duru heyeee bachpan se dil hai mera aashiqana hey ayeee ye ishq hai zindagi ka bahaana jee naa laga mera phoolon mein main naa soya kabhi jhulon mein ye jee naa laga mera phoolon mein main naa soya kabhi jhulon mein zulfon ke saaye mein hi neend aayi aayi aayi bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge heyeeee har ek
c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa are c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon g o at goat goat maane bakri l i o n lion lion maane sher are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa lage taakne kabhi aapne sheesha le ke munh dekha bhi tumhin ek nahin jahaan mein haseen naa hoga koi humsa bhi lage taakne kabhi aapne sheesha le ke
caller tune baby caller tune baby caller tune baby caller tune baby caller tune baby caller tune baby caller tune baby caller tune mujhe apni bana le caller tune soniye everytime i see you i'm over the moon soniye tujhe chahun summer winter monsoon soniye tujhsa haseen maine dekha hi nahin teri har ek ada mein koi jaadoo hai tere chehre ka noor mujhe deta hai suroor mera hosh mein bhi dil bekaboo hai tu mera hai nasha tu mera hai junoon caller tune baby caller tune baby caller tune baby caller tune mujhe apni bana le caller tune soniye mujhko hi rakhna nigahon mein panahon mein yun maan deewanapan kuchh hai teri adaaon mein tere chehre se nahin hatati meri nazar jeena hai marna hai ab teri hi baahon mein all day all night main sang tere rahun kahe jo tu main kahun ye armaan hai tere liye bas jiyun aur marun tu meri zindagi tu hi meri jaan hai tujhsa haseen maine dekha hi nahin teri har ek ada mein koi jaadoo hai tere chehre ka noor mujhe deta hai suroor mera hosh
swapn jhade phool se meet chubhe shool se lut gaye singaar sabhi baagh ke babool se aur hum khade khade bahaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe neend bhi khuli na thi ke haaye dhup dhal gayi paanw jab talak uthe ke zindagi phisal gayi paat paat jad gaye ke shaakh shaakh jal gayi chaah to nikal saki na par umar nikal gayi par umar nikal gayi geet ashq ban gaye swapn ho dafan gaye saath ke sabhi diye dhuwaan pehan pehan gaye aur hum jhuke jhuke mod par ruke ruke umr ke chadaav ka utaar dekhte rahe kya shabaab tha ke phool phool pyaar kar utha kya kamaal tha ke dekh aaina sihar utha iss taraf zamin aur aasmaan udhar utha thaam kar jigar utha ke jo mila nazar utha ke jo mila nazar utha ek din magar yahaan aisi kuchh hawaa chali lut gayi kali kali ke ghut gai gali gali aur hum lute lute waqt se pite pite kaagazi sharaab ka khumaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe haath the mile ke zulf chaand ki sanwaar doon honth the khule ke har
chaaha maine chaaha bas tujhi ko maine chaaha tujhko chaah kar hi zindagii ko maine chaaha baadal ne gagan ko phool ne chaman ko chaaha jaise mere dil ne sanam tere man ko chaaha chaaha maine chaaha bas tujhi ko maine chaaha tujhko chaah kar hi zindagi ko maine chaaha baadal ne gagan ko phool ne chaman ko chaaha jaise mere dil ne sanam tere man ko chaaha chaaha maine chaaha kyaa kahun kyaa karun kyaa bataaun kaise dil ki sadaa main sunaun kyaa kahun kyaa karun kyaa bataaun kaise dil ki sadaa main sunaun kaise keh doon main tujhse ke jis pal mein paayaa thaa teri muskuraahat ko usi pal mein chaaha chaaha maine chaaha bas tujhi ko maine chaaha tujhko chaah kar hi zindagi ko maine chaaha baadal ne gagan ko phool ne chaman ko chaaha jaise mere dil ne sanam tere man ko chaaha aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kho gayaa ho gayaa main deewana jab se dil ne sanam tumko jaana kho gayaa ho gayaa main deewana jab se dil ne sanam tumko jaana tab se tum hi chaahat ho tum hi
chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada pyaar tujhse karoonga umr bhar aye mere humnasheen aye mere humsafar aye mere humnasheen aye mere humsafar chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada pyaar tujhse karoongi umr bhar aye mere humnasheen aye mere humsafar aye mere humnasheen aye mere humsafar chaaha humne tujhe tere nainon ke kaajal se likhni hai taqdeer mujhe haan tere nainon ke kaajal se likhni hai taqdeer mujhe tune dikhaayi pyaar se sajna jeevan ki tasveer mujhe jeevan ki tasveer mujhe chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada chaaha humne tujhe jaan se bhi jiyaada pyaar tujhse karoonga umr bhar haan aye mere humnasheen aye mere humsafar aye mere humnasheen aye mere humsafar chaaha humne tujhe aankhon mein ek pyaara sapna jhil mil jhil mil karta hai haan aankhon mein ek pyaara sapna jhil mil jhil mil karta hai jab se mile ho mere sanam ab jeene ko dil karta hai jeene ko dil karta hai
main to bas teri chaahat mein chahoon rehna sada main to bas teri qurbat mein chahoon rehna sada saya bhi tera main hone na doon juda maine tay kar liya tere ishq pe tere waqt pe bas haq hai ik mera teri rooh pe tere jism pe bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera main to bas teri chaahat mein chahoon rehna sada main to bas teri qurbat mein chahoon rehna sada yaadon mein tujhko rakhoon baatein bhi teri karoon itna deewana hoon tera ho ooo raaton mein jaaga karoon din bhar bhatakta rahoon main to yahan se bus wahan aaa aaa tere ishq pe tere waqt pe bas haq hai ik mera teri rooh pe tere jism pe bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera main to bas teri chaahat mein chahoon rehna sada main to bas teri qurbat mein chahoon rehna sada baahon mein tujhko rakhoon dhadkan mein teri sunoon aa itna nazdik aa zara ho jism e dhuwaayen rahein har dum wafaayen rahein doon tujhko aisa ik jahan tere ishq pe tere waqt pe bas haq hai ik mera teri
la la la la la la lala lala laaaaaaa la la la la la la laaaa la la la chaahat kiiii khushboo ko chaahat ki khushboo ko maine chhoo liya maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya khaamoshi kehti hai maine sun liyaaaaa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya tu hi tu hi aur kuchh nahiii duniya mein dooba rahoon teri yaad ke dariya mein hooo hardam rahoon tere pyaar ki chhaiyaan mein sapnon ne aankhon mein sapnon ne aankhon mein ghar bana liya aa aa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya palkein meri chhalkein nahin yaad rahe ae hamsafar baahon ka ghar aabaad rahe oo bas pyaar ki fariyaad ho yaad rahe har dhadkan teri hai har dhadkan teri hai oo saathiya maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya chaahat ki khushboo ko maine chhoo liya aa aa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya kar liya kar liya
chaahe aaj mujhe naa pasand karo chaahe dwaar hridaye ke band karo aakhir mein tumhen mera hi hona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga chaahe aaj mujhe naa pasand karo chaahe dwaar hridaye ke band karo aakhir mein tumhen mera hi hona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga bachpan ke pyaar ki mitti nahin nishaani bachpan ke pyaar ki mitti nahin nishaani jitna hi mitaana chaahe isse jawaani jahaan yaad meri soyi hoooo jahaan yaad meri soyi ho duja naa aur koi ho koi dil ka tumhare aisa bhi kona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga main kya se kya ban gaya tumhare kaaran main kya se kya ban gaya tumhare kaaran auron ki tarah mera pyaar nahin saadharan naa samjho ise dikhawaaaaa naa samjho ise dikhawaa hai ye mere pyaar ka daawaa mere hansne pe hansna rone pe rona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga chaahe aaj mujhe naa pasand karo chaahe dwaar hridaye ke band karo aakhir mein tumhen mera hi hona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga
chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe mere seene mein bhi dil hai hain mere bhi kuchh armaan mujhe patthar to naa samjho main hoon aakhir ek insaan mere seene mein bhi dil hai hain mere bhi kuchh armaan mujhe patthar to naa samjho main hoon aakhir ek insaan raah meri wohi jis pe duniya chali raah meri wohi jis pe duniya chali chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe sard aahen keh rahin hain hai ye kaisi balaa ki aag sote sote zindagaani ghabaraa ke uthi hai jaag sard aahen keh rahin hain hai ye kaisi balaa ki aag sote sote zindagaani ghabaraa ke uthi hai jaag main yahaan se wahaan jaise ye aasmaan main yahaan se wahaan jaise ye aasmaan chaahe koi mujhe junglee kahe kehne
chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho hoooo chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho o pardesi bhool naa jaana humne kiya tujhe dil nazraana o pardesi bhool naa jaana humne kiya tujhe dil nazraana dil ye humara tune naa jaanaa sikhaa hai humne bhi waada nibhaana waada nibhaana chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho jab tak chamke chaand sitaare hum hai tumhaare tum ho humaare jab tak chamke chaand sitaare hum hai tumhaare tum ho humaare saagar ki do lehren pukaare mil ke rahenge dono kinaare donon kinaare chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho hooo chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bulbul Mere Chaman Ke Heer (1956) 03:46 18086
 
Poster of Heer (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:46   Song Number : 18086   

Bulbulaa Re Bulbulaa Aunty No 1 (1998) 05:06 18697
 
Poster of Aunty No 1 (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Govinda, Raveena Tandon
Duration : 05:06   Song Number : 18697   

Bulleya Ae Dil Hai Mushkil (2016) 05:48 38576
 
Poster of Ae Dil Hai Mushkil (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Music Director- 
Pritam
Duration : 05:48   Song Number : 38576   

Bum Pam Bum Pam Pa Ra Ra Hamara Adhikar (1970) 05:03 37832
 
Poster of Hamara Adhikar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Kumud Chhugani
Duration : 05:03   Song Number : 37832   

Bura Maan Gaye Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:09 12759
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 12759   

Bura Mat Suno Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 04:15 20239
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:15   Song Number : 20239   

Bure Bure Hum Hum Hum Bluffmaster (2005) 03:09 20237
 
Poster of Bluffmaster (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Various
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Ritesh Deshmukh
Duration : 03:09   Song Number : 20237   

Butterfly Jab Harry Met Sejal (2017) 04:35 40638
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Anushka Sharma, Shahrukh Khan
Duration : 04:35   Song Number : 40638   

By The Way Aisha (2010) 03:36 17039
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 17039   

Bye Bye Miss Good Night Prem Nagar (1974) 04:51 13985
 
Poster of Prem Nagar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Ashok Kumar, Hema Malini
Duration : 04:51   Song Number : 13985   

C A T Cat Maane Billi Dilli Ka Thug (1958) 03:39 20243
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 20243   

Caller Tune Humshakals (2014) 04:37 36038
 
Poster of Humshakals (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Sameer Anjaan
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 04:37   Song Number : 36038   

Carwaan Guzar Gaya Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 06:17 15654
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 06:17   Song Number : 15654   

Chaaha Supari (2003) 04:59 32151
 
Poster of Supari (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Parmita Katkar
Duration : 04:59   Song Number : 32151   

Chaaha Humne Tujhe Velu Nayakan (1999) 05:40 18166
 
Poster of Velu Nayakan (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Charaniya
Duration : 05:40   Song Number : 18166   

Chaahat Blood Money (2012) 04:24 17060
 
Poster of Blood Money (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Jeet Ganguly
On Screen Actors- 
Kunal Khemu, Amrita Puri
Duration : 04:24   Song Number : 17060   

Chaahat Ki Khushboo Ishq Hai Tumse (2004) 05:01 40106
 
Poster of Ishq Hai Tumse (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, Dino Morea
Duration : 05:01   Song Number : 40106   

Chaahe Aaj Mujhe Naa Pasand Karo Darinda (1977) 04:21 16218
 
Poster of Darinda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:21   Song Number : 16218   

Chaahe Koi Mujhe Junglee Kahe Junglee (1961) 03:48 12170
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:48   Song Number : 12170   

Chaahe Paas Ho Chaahe Door Ho Samrat Chandragupta (1958) 03:25 12049
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Duration : 03:25   Song Number : 12049